Har Din MahaShivPuran

Har Din MahaShivPuran

Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran

Episodes 37
Avg. Duration 23m
Activity Sporadic
Apple Rating 5.0 (1)
Since Jul 2025
Latest Episode Apr 2026

Publishing Details

Schedule
Weekly
Format
Episodic
Consistency
33%
Hosting
rss.buzzsprout.com

About This Podcast

Har Din MahaShivPuran is a Hindi devotional podcast rooted in Shivji's leela and the timeless wisdom of the Maha Shiv Puran. Spoken from the heart, it is a conversational, non-academic journey into one of Hinduism's most profound and ancient texts.


Each episode offers seekers a few quiet minutes of katha, leela, insight, and samarpan — drawing from the sacred chapters of the Shiv Puran, with reflections anchored in Guruji's Anant Kripa. Shukrana Guruji.


Season 1 traces Mahatmaya, Vidyeshwar Samhita, Srishti Khand and Sati Khand in full — from the Vidyeshwar Samhita and the glory of the Shivlinga, through the story of Sati and Daksha's yagya, the appearance of Virabhadra, and the deeper teachings of Shiv Tattva. A Hindi Shiv Puran podcast for seekers of Mahadev, Hindu spirituality, Sanatan Dharma, and katha-based learning.


Season 2 begins later in 2026


हर दिन महाशिवपुराण एक हिंदी आध्यात्मिक पॉडकास्ट है — शिव पुराण की कथाओं और शिवजी की लीलाओं पर आधारित। हर सोमवार एक नई कथा, एक नया समर्पण।


✨ Best experienced as a companion to our book, A Modern Seeker's MahaShivPuran, available at www.mahashivpuran.com


Free chapters and a detailed glossary are also available online to help understand both the literal and symbolic meanings of Puranic terms.


Har Din Maha ShivPuran Guruji aur Shivji ko samarpit hone ki sundar yatra hai. 

An offering of presence, for modern seekers walking an ancient path. 



🌸 Created by Ardaas Publishing | www.ardaas.life 

🎙️Narrated by Chanda, Translator of A Modern Seeker's MahaShivPuran and Founder of Ardaas Life.

Podcasting 2.0 Features

soundbite

Social Media

Explore Statistics

Recent Episodes

S1 Trailer — Har Din MahaShivPuran

Apr 27, 2026 1m Trailer

🕉 Sangatji, hazaaron saal pehle likha hua yeh prachin granth hum sab ki kahaani hai — hamare aaj ke jeevan ke baare mein.Guruji ki kripa se shuru hua yeh podcast Puran ki line-by-line reading nahi…

S1E36 Ep 36 | Sati Khand ka Saar | End of Season 1 | Rudra Samhita, Sati Khand

Feb 26, 2026 43m

Sati Khand ka safar aaj yahan viraam leta hai — par yeh ant nahi, ek naya prarambh hai.Is episode mein hum samjhenge ki Shiv Tattva kya hai, Dukh Sansparsh Shunya ka sachcha arth kya hai, aur kyun…

S1E35 Ep 35 | Sati Khand ka Antim Adhyay — Daksh ka Uddhaar aur Shiv Kripa | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 94-95)

Feb 09, 2026 18m

Ek ant jo vastav mein ek naye jeevan aur Ma Parvati ke aagaman ka prarambh hai.Sangatji, aaj Sati Khand ki katha ek bhavuk poornata par pahunchti hai. Dekhiye kaise Mahadev ne na sirf Daksh ko naya…

S1E34 Ep 34 | Devtaon ki Kailash Yatra: Karm Bandhan se Shiv Kripa tak | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 92-93)

Feb 02, 2026 19m

Daksha ke yagya ki raakh se lekar Kailash ki sheetalta tak ka safar.Aaj ki katha mein hum dekhenge ki kaise Devta apne Karm Bandhan — us kartavya aur ahankar ke jaal se nikalne ki koshish karte hain…

S1E33 Ep 33 | Dadichi: Karma, Kripa aur Shiva Tattva ka Sangam | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 90-91)

Jan 26, 2026 31m

Kaun bada hai — shasak ka bal ya brahmin ka tap?Sangatji, aaj ki katha mein hum dekhenge Raja Kshuva aur Maharishi Dadhichi ke beech ka wo pracheen vivaad jisne Shakti aur gyan ki seemaon ko parakh…

S1E32 Ep 32 | Virabhadra ka Prahaar aur Ahankaar ka Sarvnaash | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 83-89)

Jan 19, 2026 30m

Jab Mata Sati ne yog-agni mein apni deh ka tyag kiya, tab prakriti khud nyay lene utthi. Aakashvani goonji, Virabhadra prakat hue, aur Daksh ke ahankar-yukt yagya ka sarvnaash hua.Is episode mein…

S1E31 Ep 31 | Sati ka Deh Tyag - Jahan Ahankaar, Wahan Shiv-Shakti Nahi | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 80-82)

Jan 12, 2026 32m

Daksh ke yagya mein sab kuch tha — vidhi-vidhan, dev, rishi, samriddhi. Par kendra mein Shiv nahi the, ahankar tha.Jab Sati ne yeh satya dekha, toh ek aisa nirnay liya jo teen lokon ko hila diya. Aaj…

S1E30 Ep 30 | Daksh ka Ahankaar aur Vinaashkari Yagya ka Aayojan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 78 & 79)

Jan 05, 2026 39m

Jab anushthan sahi ho, par hriday sunna band kar de — yagya bhi ayagya ban jaata hai.Aaj hum milte hain Daksh ke ahankar se — jo yagya aur maryada ke naam par Shiv ko hi bahishkrit kar deta hai.…

S1E29 Ep 29 | Sanshay, Maya aur Maryada ka Ullanghan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 76 & 77)

Dec 29, 2025 32m

Jab sanshay hriday mein pravesh karta hai, tab prem aur maryada dono kaanpne lagte hain.Dandakaranya van mein Shiv, Ram ko pranaam karte hain — par Sati sanshay mein pad jaati hain. Maya mein phas…

S1E28 Ep 28 | Shiv–Sati Ki Prem Leelaen : Poornata, Shanti Aur Bhakti Ka Marg | Rudra Samhita, Sati Khand (73 - 75)

Dec 22, 2025 24m

Prem abhav se nahi, poornata se apne satya ki taraf badhta hai.Is episode mein hum Shiv-Sati ke prem ko uski mool drishti se samjh rahe hain. Brahmaji ke ek vakya se shuru hoti yeh katha humein…

S1E27 Ep 27 | Shiv-Sati ka Vivah & Brahma ka Moh | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 70-72)

Dec 15, 2025 27m

Shiv aur Sati ka divya vivah… aur beech mein Brahma ka ek aisa moh jo srishti ke rachayita ko bhi chhoo jaata hai.Sangatji, aaj ke episode mein hum sunenge Shiv aur Sati ke vivah ki adbhut katha aur…

S1E26 Ep 26 | Devi Sati ki Tapasya aur Shivji ka Vardaan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 67-69)

Dec 08, 2025 34m

Jab Sati ki tapasya poornata par pahunchi, to poora brahmand sugandhit ho gaya — aur Brahma-Vishnu bina nimantran ke swayam aa gaye. Yahi hai sachche parivartan ki Shakti.Is episode mein hum Sati ke…

S1E25 Ep 25 | Daksh ki Tapasya aur Devi Sati ka Janm | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 64-66)

Dec 01, 2025 35m

Tapasya ki shuddhata se shuru hui yatra, dheere-dheere ahankar ki janjirein kaise rachti hai?Daksh ki gehan tapasya… Devi ka vardaan… aur phir Ma Sati ka divya avirbhav. Is episode mein hum dekhte…

S1E24 Ep 24 | Karm se Kripa ki Yatra — Brahma-Vishnu Samvad aur Ma Jagdamba ka Sankalp | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 62-63)

Nov 24, 2025 36m

Jab har prayas vyarth ho jaaye, tab kya bacha rehta hai? Samarpan.Sangatji, jab Kamdev ka har baan Mahayogi Shiv ke dhyan ko hila na saka, tab Brahmaji ki yojnayen aur unka ahankar, poori tarah se…

S1E23 Ep 23 | Shiv ki Samadhi aur Kamdev ki Haar | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 60-61)

Nov 17, 2025 17m Transcript

Jab hawa mein koyal ka geet ghulta hai aur ghatiyon par vasant ka rang bikharta hai, tab bhi Kailash par baitha yogi achal kaise rehta hai?Brahmaji ek saral prashn se gehri khoj shuru karte hain:…

S1E22 Ep 22 | Sandhya ki Katha — The Divine Pause aur Maryada | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 57-59)

Nov 10, 2025 36m

Saundarya janm leta hai, aur turant icchha jaag jaati hai — lekin usi kshan Shiv ki maryada bhi utpann hoti hai.Sandhya ki Katha, Sati Khand ki ek mahatvapurn aur rahasyamayi katha hai. Yeh episode…

S1E21 Ep 21 | Icchha se Prem tak — Kamdev ki Katha | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 54-56)

Nov 03, 2025 27m

Icchha kya hai — paap, ya srishti ka nimantran?Brahmaji Kamdev ki katha sunate hain — kaise icchha Mahapralay ke shoonya se janm leti hai, aur kaise Shiv ki leela usse prem mein badal deti hai.Yeh…

S1E20 Ep 20 | Sati Khand ka Aarambh — Sati Janm se Daksha Yagya tak | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapter 51)

Oct 27, 2025 34m

Sati ka divya janm, Shiv se milan, Daksha ka ahankar, yog-agni, aur Parvati ke roop mein Shakti ka punar-aagaman — ek mahakavya ki tarah khulta hai Sati Khand.Sangatji, aaj ke is episode mein hum…

S1E19 Ep 19 | Andhakaar se Prakaash Tak — Srishti Khand ka Saar

Oct 13, 2025 25m Transcript

Mahapralay ke shoonya se shuru hoti hai nayi srishti.Shiv aur Shakti ke manthan mein, hum apni hi yatra dekhte hain — bhay se vishwas tak, samay se samarpan tak, maya aur ahankar se Guru aur kripa…

S1E18 Ep 18 | Srishti-Rachna, Gunanidhi aur Kuber ki Katha Yatra | Rudra Samhita, Srishti Khand (Chapters 47-52)

Oct 06, 2025 42m

“Shiv kaise hain? Unka aacharan kya hai? Unki kripa humare jeevan ko kaise badal deti hai?”Sangatji, is vishesh episode mein Naradji ek gehra prashn poochte hain. Brahmaji ke saath hum chalte hain…

Frequently Asked Questions

How many episodes does Har Din MahaShivPuran have?

Har Din MahaShivPuran has published 37 episodes since July 2025, covering topics in Hinduism, Philosophy.

Is Har Din MahaShivPuran still active?

Har Din MahaShivPuran is currently sporadic with new episodes weekly. Average episode length is 23m.

Similar Podcasts